Adsense

Sunday

Aj muhabbat ki inteha kar do



Aj muhabbat ki inteha kar do
Ya apna bana lo ya thanha kar do
[ Part 1 ] [ Part 2 ] [ Part 3 ] [ Part 4 ]
Dil k angan mein mehman bana lo
Ya chaho to zamnay mein ruswa kar do

Door kar do jese zameen-o-asman
Ya kareeb jese phool khushbu ka rishta kr do

Bewafa ho jao jese aag or pani
Ya phir mar kar b na maren esi wafa kardo!!!!!



No comments:

Post a Comment